RSS

kar gayaa re

Sat, Aug 16, 2008

Basant Bahar


Hindi Song Title: kar gayaa re
Hindi Movie/Album Name: BASANT BAHAR
Singer(s): ASHA BHOSLE, LATA MANGESHKA

kar gayaa re, kar gayaa muz pe jaadoo
ye kiyaa re, gajab kiyaa re, chor ko samazee main saadhoo

bholee soorateeyaan magar hain sayaanaa
sikhe koee, wo se daaman bachaanaa
waadaa kar ke mukar gayaa

tum jo kaho to main naam bataa doo
patthar kee moorat ke darshan karaa doo
jis ke kadamon pe sar gayaa

baalam ye sab hain tumhaare hee kaaran
mahafeel mein naache tumhaaree poojaaran
mat poochho dil kidhar gayaa

Popularity: 4% [?]

, , ,

This post was written by:

- who has written 262 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply