RSS

muze kisee se pyaar ho gayaa

Mon, Aug 11, 2008

Barsaat(Old)


Hindi Song Title: muze kisee se pyaar ho gayaa
Hindi Movie/Album Name: BARSAAT(OLD)
Singer(s): LATA MANGESHKAR

o o o o, muze kisee se pyaar ho gayaa
pyaar ho gayaa, dil bekaraar ho gayaa

dard chaahaa thaa hum ne chhipaanaa
khul gayaa fir bhee dil kaa fasaanaa
dil ne ye kyaa kiyaa, o salone piyaa, moraa dhadake jiyaa
o o o o, muze kisee se pyaar ho gayaa

jo chhipaanaa main chaahaa, aankhon ne kah diyaa
aaur jo main kahanaa chaahaa, dil mein hee rah gayaa
o o o o, muze kisee se pyaar ho gayaa

aakhon aakhon mein kar ke ishaare
kisane dil se kahaa hum tumhaare
haay ye kyaa kiyaa, o salone piyaa, moraa dhadake jiyaa
o o o o, muze kisee se pyaar ho gayaa

Popularity: 5% [?]

, ,

This post was written by:

- who has written 262 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply