RSS

Rang Rangeela Saanvra

Sun, Aug 10, 2008

Barood


Hindi Song Title: Rang Rangeela Saanvra
Hindi Movie/Album Name: BAROOD
Singer(s): LATA, CHORUS

rang rangeela saanvara
mohe mil gayo jamuna paar
hoe vaase naina chaar
ib main ka boloon sarkaar
ib main ka boloon …

neer bharan ko jab-jab jaaoon
taake chandra chakor
aate-jaate rok le rastaa, na maane chit-chor
dhaaga ho to tor bhi daaroon
preet pe kisa ka jor
sainya chhde beech bazaar
ib main ka boloon sarkaar
ib main ka boloon …

natakhat mohan baaj na aaya
deeni gaagar tod
phool si naajuk naram kalaai
jaalim ne di mod
phans gai mori jaan gajug mein
bhaagi chunari chhod
sainya chhde beech bazaar
ib main ka boloon sarkaar
ib main ka boloon …

Popularity: 4% [?]

, , ,

This post was written by:

saleem - who has written 262 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply