RSS

Ganaa Ganaa Di Ganna

Wed, Aug 6, 2008

Bal Ganesh


Hindi Song Title: Ganaa Ganaa Di Ganna
Hindi Movie/Album Name: BAL GANESH
Singer(s): AMAANAT ALI, ANEEK DHAR, NIRUPAMA DEY, SHANKAR MAHADEVAN, ASHA BHOSLE, JUNAID SHEIKH, MAULI DAVE, SUMEDHA KARMAHE

(tino lok mein puja jaaye – 2, jagad bamb ka putra kahaaye) – 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye – 2
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) – 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye – 2
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) – 2
ganna ganna ganna…….. ganapat ganaa ganna…gan gan ganaa ganaa
phal frut aur dudh mithaayi khaye piye bhakton ki chadhaayi – 2
sunake bhajan kirtan hriday ke door karein kshan mein kathnaayi – 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) – 2

aap ho sab devo mein bholein, aap ki jai jai har koi bolein – 2
pyaar se usake ghar tum aao, jo baithe darwaaja kholein – 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) – 2
tino lok mein puja jaaye, jagad bamb ka putra kahaaye – 2
krodh lobh sab jag se mitaake, shuddh prem ka ras barsaaye
bhakta karein har varsh swaagatam, swaagatam
(ganaa ganaa di ganna shevitam- 3, ganna ganna) – 2
ganna ganna ganna ganna ganna……..

Popularity: 6% [?]

, , , , , , , , ,

This post was written by:

saleem - who has written 262 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply