RSS

Phir Wahi Chaand Wahi Ham Wahi Tanhaai

Tue, Jul 29, 2008

Baarish


Hindi Song Title: Phir Wahi Chaand Wahi Ham Wahi Tanhaai
Hindi Movie/Album Name: BAARISH
Singer(s): LATA, CHITALKAR

la : phir wahi chaand wahi ham wahi tanhaai hai  -2
aaj phir dil ne mohabbat ki qasam khaai hai
phir wahi chaand wahi ham wahi tanhaai hai
do : aaj phir dil ne mohabbat ki qasam khaai hai
phir wahi chaand

chi : door duniya se khaeen bheegi hui raaton mein  -2
la : do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein  -2
dil mein jo baat hai aankhon mein chali aai hai

do : aaj phir dil ne mohabbat ki qasam khaai hai
phir wahi chaand

chi : ye samundar ka kinaaraa, hai ye kaamoshi ka sama
la : ye samundar ka kinaaraa, hai ye kaamoshi ka sama
chi : ye ik kaab mohabbat ka
la : ik kaab mohabbat ka hai is waqt jawaan
na koi dar hai zamaane ka na rusavaai hai

do : aaj phir dil ne mohabbat ki qasam khaai hai
phir wahi chaand wahi ham wahi tanhaai hai
aaj phir dil ne mohabbat ki qasam khaai hai
phir wahi chaand

Popularity: 4% [?]

, , ,

This post was written by:

- who has written 263 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply