Hindi Song Title: Baavari Piya Ki
Hindi Movie/Album Name: BAABUL – 2006
Singer(s): SONU NIGAM
baavari piya ki – 6
kaase kahe jaake peer jiyaaki
baavari piyaa ki – 2
piyu rang man ki chunar rangaai – 2
piyu piyu rath ke piyu mein samaai
ban gayi chhaayaa – 2
chhal baliyaa ki
baavari piyaa ki – 4
itha utha dekhe panth nihaare – 2
har din palchhin naam pukaare
sud nahin bisare – 3
man basiyaa ki
baavari piyaa ki – 4
kaase kahe jake peer jiyaaki
baavari piyaa ki – 6
Popularity: 5% [?]













Leave a Reply