RSS

Apni mohabbat kabhi kam na ho

Tue, Jul 15, 2008

Aajaa Sanam

Hindi Song Title: Apni mohabbat kabhi kam na ho
Hindi Movie/Album Name: AAJAA SANAM
Singer(s): PANKAJ UDHAS

Aa aa aa aa…
Chorus – Ru ru ru ru ru ru…

Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.

Apni wafa sach hai agar, mil ke rahenge sanam.

Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.
Hum hain yahan, tum ho wahan, dil to milen hain magar.
Rootha hai rab, gam hai yahi, kismat ne badli nazar.

Hamara milan hoga sada, saanson mein jab tak hai dam.
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.
Apni wafa sach hai agar, mil ke rahenge sanam.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.

Chorus – Aa aa aa…

Hum kyoon daren, duniya ne jo pahre bichaye yahan,
Roke kadam dilwalon ke, zanjeer vaisi kahan.
Hum kyoon daren, duniya ne jo pahre bichaye yahan,
Roke kadam dilwalon ke, zangeer vaisi kahan.
Takrayenge duniya se hum, ab na sahenge sitam.
Apni mohabbat kabhi kam na ho, chahe jahan bhi sanam tum raho.
Apni wafa sach hai agar, mil ke rahenge sanam.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.
Aaja, sanam aaja. Aaja, sanam aaja.

Chorus – Aa aa aa…

Popularity: 2% [?]

, ,

This post was written by:

- who has written 263 posts on Lyricspk.com.

Contact the author

Leave a Reply