Hindi Song Title: Aaj Ki Raat Mohabbat Hai Jawaan
Hindi Movie/Album Name: AAJ KI RAAT
Singer(s): SURAIYA
aaj ki raat mohabbat hai jawaan – 2
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawaan
koyi dekhe meri duniyaa kaa samaan – 2
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawaan – 2
aaj ki raat
koyi ayegaa yahaan pyaar ki duniyaa le kar – 2
dil mein aramaan to aankhon mein tamannaa le kar – 2
muskaraayegaa mohabbat kaa jahaan – 2
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawaan – 2
aaj ki raat
jab sunaayegaa mohabbat kaa fasaanaa koyi – 2
pyaar mein duubaa huaa dil kaa taraanaa koyi – 2
do dil ho jaayenge phir ek yahaan – 2
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawaan – 2
aaj ki raat
raat ye pyaar ki hai isakaa saveraa na ho – 2
aaj ke chaand ki qismat mein andheraa na ho – 2
aaj ki raat rahe yuun hi jawaan – 2
aaj ki raat
aaj ki raat mohabbat hai jawaan – 2
aaj ki raat
Popularity: 2% [?]













Leave a Reply