RSS

Baanho Mein Aao

Mon, Jul 14, 2008

Aaise Na Dekho Mujhe


Hindi Song Title: Baanho Mein Aao
Hindi Movie/Album Name: AAISE NA DEKHO MUJHE
Singer(s): KUMAR SANU

(baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu – 2) – 2

(ab na ho duriya chodo majburiya
sapne mere tum saja do ) – 2
chodo bhi jaana sharmo haya
tum pass mere aao
dil pe nahi zor chalta main kya karu – 2

(kyo hain khamoshiya samjho madhoshiya
khud ko na aaise saja do ) – 2
kar do deewana mujhko jara
yeh fasale toh mitao
dil pe nahi zor chalta main kya karu – 2
baaho mein aao mujhmein samaao
tanhai meri mita do
saanso ko meri aake jaga do
armaan dil ke jaga do
dil pe nahi zor chalta main kya karu – 2

Popularity: 5% [?]

, ,

This post was written by:

admin - who has written 263 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply