RSS

Jaane Na Nazar

Mon, Jul 14, 2008

Aah


Hindi Song Title: Jaane Na Nazar
Hindi Movie/Album Name: AAH
Singer(s): LATA MANGESHKAR, MUKESH

(jaane na nazar pehachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaya
(mera ang ang muskaya)) – 2

(aawaaz ye kiski aati hai
jo chhed ke dil ko jaati hai ) – 2
main sun ke jise sharmaa jaaun
hai kaun jo mujh mein samaya
mera ang ang muskaya – 2

jaane na nazar pehachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaya
mujhe roz roz tadapaayaa – 2

(dhuudenge use ham taaron mein
saawan ki thandi bahaaron mein) – 2
par ham bhi kisi se kam to nahi
kyon ruup ko apane chhupaya
mujhe roz roz tadapaayaa – 2

jaane na nazar pehachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaya
mera ang ang muskaya – 2

(bin dekhe jisko pyaar karun
gar dekhun us ko jaan bhi du) – 2
ek baar kaho o jaadugar
ye kaun saa khel rachaayaa
meraa ang ang muskaayaa – 2

jaane na nazar pehachaane jigar
ye kaun jo dil par chhaya
mera ang ang muskaya – 2

Popularity: 4% [?]

, , ,

This post was written by:

- who has written 263 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply