RSS

Sajan Aa Jaao

Sun, Jul 13, 2008

Aag Hi Aag


Hindi Song Title: Sajan Aa Jaao
Hindi Movie/Album Name: AAG HI AAG
Singer(s): ASHA BHOSLE, SHABBIR KUMAR

saajan aa jaao – 4
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao – 2

(raaton mein tu, nindon mein tu
khwaabon mein hain tu hi tu
tu hai mere dil ki khushi
jine ki tu aarjoo) – 2
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao – 2

(rutha jo tu mujhse kabhi
mar jaayungi jiteji
tu jo nahi, tere bina
kya hai meri jindagi) – 2
waada yeh karle pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao – 2

(ye jaan rahe, ya na rahe
hum dur honge nahi
ho ye jahaan, ya ho jahaan
tu hai jahaan main wahi) – 2
waada raha yeh pyaar mein
kabhi hum juda na honge
saajan aa jaao – 2

Popularity: 2% [?]

, , ,

This post was written by:

- who has written 263 posts on Lyricspk.com.


Contact the author


Leave a Reply